Tuesday, January 28, 2025

TUM HO HUSNE-BEPANAH .

Main iske-benyaz huin,nahin tumhara koi jawab,

Tum ho husne-bepanah,mere dil se peshe-jaam

too mery begam,sahre-allahabad ka main badshah.

nal me paani hai,samander ka paani haram,

aai mohtsiba na dol tu mere dil ke aaspass.

Aaj mujh per nishana bekar,mere pas hai jaam.


Dil ke aaine me utara hai tujhe,hme lazim sharab

Aaja ab pas bhi ,nahi chahiye labrez jaam.

Ahle-hadood se aage na badhe,meri tum mahtab.


Na aage  badh tu ishk me mana nhi tera jawab,

Pase-wafa tujhe nhi,nhi mere dil ko karar.

Jagah n de dil me berukhee ko ,aja mere pas.


Kiya kyon manuse-etbare-karam,ho kar meharban,

Khatae-shauk hua tujhse,khan ki tum begme-sartaz.

Mere dil ke aaspas rahtee hai ,ada teri bebak.


Tu mera sarmaya hai,doltee ho mere aaspas,

Ab jaan hai aah,na pucho ,ho mere liye azab.

Tan-badan me ishk ki tere ,lagee hai mere aag.


RATAN ko jo rind samjhte hain,wo meree shaan

Mai ishke-beniyaz hun ,tum ho husne-bepanah.

--------RAJEEVA  RATNESH------------ 

No comments:

About Me

My photo
ROM ROM SE KARUNAMAY, ADHARO PE MRIDU HAAS LIYE, VAANI SE JISKI BAHTI NIRJHARI, SAMARPIT "RATAN" K PRAAN USEY !!!